bro you saw her confidence walk from Anuj ka cabin to mukku ka cabinš¤£š¤£
Aisa lag raha tha raaste me jo aayega us ko belan se maaregiš¤£š¤£
Jab us ne vanraaj ko bola ki abhi aap ne dare dekha kaha hai mera...dikhaau!!? tab i was wondering ki ye kya dikhaayegi
Agar wo us ki baat nhi sunta to kya karti??!!š
It's like bas baatein karwa lo didi seš¤£š¤£
Haan dekha tha confidence behen..mujhe laga aaj iski tedhi choti seedhi ho hi jayegi..itne Confidence se pull kiya tha isne by god..š