Originally posted by: Bodhianveshika
Yeh faasale yeh dooriyan,
kaisi hain yeh majbooriyaan|
Milke bhi kyun aakhir yahan
zameen aasaman nahi milte||
Next letter: T / Kaisi
Tune o rangeele kaisa jaadu kiya
Piya-piya bole matwaala jiya
Baahon mein chhupaake ye kya kiya, o re piya
Tune o rangeele kaisa jaadu kiya
Piya-piya bole matwaala jiya
Next: Piya/Y