Originally posted by: Vedika.Kapoor
Main bhi yehi bolne wali thi 🤣 yahan toh mereko gaane samaj hi nahi ah rahe 🤪
Wahi na,mujhe lag raha hai saare tunes maine sune hai but kuch lyrics yaad hi nhi aa raha hai🤣🤣...
Yeh nuksaan hota hai jyaada gaane sunne ka sab lyrics mix ho jaate hai🤪
