Originally posted by: Not_James_bond
😂😂😂😂 I'm a jack of all traits but a master of none.😂😂😂😂😂
Sab thoda thoda aata hain dhaang ka kuch nahi aata .😂😂😂😂
Sab yaaha waaha sa kisi ko karte dekha aur socha ki yaar itna toh mushkil na ho sakta aur kar diya.😂😂😂😂
Dance karti hun kyuki maa kehti hain my dad was a brilliant dancer, soccer khelna laagi cause ghar main sab khelta hain, 😂 martial arts karti hun cause maar khaana pasand na hain😂😂😂 comedy meri harkatein aur shakal hain toh log Haas deta hain.😂😂😂
Writing shayaris toh iss forum pai sikha 😂😂 Maina bas idea suggest kiya ki hum sab character roles karte hain 😂😂 uska baad sabne show ka characters pakde.😂😂😂
Jab suggest kiya socha nahi tha ki itna log participate karenga.😂😂😂 Maina bas kaaha tha ki dialogues aur shayri pretending to be those characters karte hain.😂😂😂
Before I knew it adhe sa zyaada log join ho gaaye tha.😂😂😂
Shuru kisi joke sa hua 😂😂 kavya aur Maina shuru kiya poems ka silsila aur dheere dheere itna acha poets milta gaaye.😂😂 Kusu itna mast likhti hain.🤩🤩🤩😂😂 I was like isma sa khaakh kuch samaj aata hain par itna bollywood songs jo sunna hain woh kab kaam aayenga.😂😂😂 Bas words ka rhyme karte jaati hun.😂😂😂😂 Samaj main toh mujha khudh nahi aata kya bakwaas likha hain.😂😂😂😂
Warna uska pehla toh main bas troll karne aur weird nicknames deka hi khush thi.😂😂😂
Khudh ka koi talent nahi hain mera sab yaaha waaha sa bhaade pai liya hain maina.😂😂😂
Toh in short main achi copycat hun.😜😂😂😂😂