😂😂😂😂 Bro tumne apni writing dekhi hain tum kitna mast analysis karti hoon .🤩🤩
Mujha toh koi romantic scene bhi dikha de main usma bhi bolna Beth jaungi ki nakhun lambe tha, 😂😂 aankhein bhengi thi 😂😂😂😂.
Pura feel ka kachra kar deti hun.😂😂😂😂
Haa dance karti hun 😂😂 , cooking woh zinda rehna hain iss liya sikh liya.😂😂😂
Sab try kiya hain 😂😂😂. Bas iss khushi ka liya ki kabhie yeh na laage ki yeh nahi aata.😂😂😂😂
School main annual function ki anchoring bhi ki 😂😂😂 yeh dekhna ko ki mera awaaz Mike pai kaisa lagta.😂😂😂😂
Aur uss chakar main apni bezzati bhi karva li.😂😂😂😂 Woh mera principal uska wig gir gaaya aur woh usko bithane ki koshish kar raaha tha 😂😂😂 aur main usko backstage imitate kar raahi thi aur usko ullu ka patha, nalayak ghadha bhi bol diya.😂😂😂 Yeh kaaha ki no wonder kuwara hain iska toh saar pai baap bhi nahi ahin.😂😂😂 Aur yeh baatein pura school saare parents aur army generals and school ka ex bachmates na sunn li as main mujha paata nahi tha ki Mike on hain.😂😂😂😂
Toh aisa hi cheezein try karne ka chakar main bohot nuksaan kiya hain logo ka.😂😂😂