Poora nahi dekha lekin iss kachre ke daldal me ek baar ghus jaao to nikal nahi sakte hai isliye follow kiya😂😂
Kya hua ki season 13 dekha tha maine, phir season 14 se bachne ke liye colors unsubscribe kiya tha, phir lekin Voot liya to TV pe dekh liya season 15.
Lekin agar Tejaswi ko jitaya to mai future me ek bhi season nahi dekhunga. 😂
Bold:Tejaswi won ab hope karti ho aap apni baat se palti nahi marenge😎