Originally posted by: Priyankaa.jain
Are baap re
Ek aurat doosri aurat ka sahara
Ab saare paitre fail ho gaye gadho ke to ye kya naya start kar diya..1 aurat doosri aurat..nalayako ye jo pehli aurat haina jiska naam anupama hai iska ekmaatra kaam hai doosro ko Sahara dena..
Chahe iska ex pati ho..ya sautan ya padosi ya kuttaa..ye yahi karti hai..or ye hume pata hai..or ye jo doosri aurat Haina.. iska kaam hai mauke par chauka maarna..jab iska kaam nikal jaayega tab ye pehli aurat ko uski jagah dikha degi theek se..😆
To sp suno..bhakk
Old man- *standing on the road*
Anupama-chaliye mai aap ko road cross karne me help kar deti hu 😳
Old man- par beta....
Anupama-areee aap ko sahaare ki zarurat hogi na aaiye na mai aap ko road cross kara deti hu😳
Old man-par beta meri baat to suno
Anupama-*grabs his hand and zabardasti makes him cross the road*
Anupama-lijiye ho gaya kaka😳
Old man-abeee paagal aurat pehle ye to puch le ki Sahara chahiye ya nahi😡
Mai to khare ho k rikshe ka wait kar raha tha😡
Edited by shriz - 3 years ago
16