maiyaa ki satak lii hai... Ab sabko naye mai shift karegi.. Purane wale se ubb gayi hai ab...😂😂😂
Kya soch rahi hai maiiya.. sab naya naya chaka chak karana hai kya..??!🤪
Bhagya seriel ko khatam nahi kar sakati issliye gen shift kar diya .
Are shabbir aur sriti ne hii bol diya hoga... Abe bas kar kitna aur khinchegi hume.. Nahi karna...😂😂😂😂