Originally posted by: Not_James_bond
Yeh hamein kabhi samaj nahi aayega par kya hi kaare aisa log hain duniya main hamare charo aur it's gird hain jo aisi ghatiya soch rakhte hain.
Jinka liya ladkiya pairo ka dhul saman bhi nahi hain.
Unka yeh hota hain ki baas shaaadi kaara do uska baad woh jeeya maare unha ussa kuch nahi.
Meri nani bhi kehti hain ki uska father na yaahi kaaha tha ki chahe pati maare kaate waahi rehna vapas maat aana.
My grandma roz apne jait ka haatho pitti thi he was a rascal mera nanu tab kaam ka karan city main rehta tha jab unha paata chala woh meri nani ko lekar Pune shift ho gaaye .
Hum apni duniya main jeeta hain iss liye bahar kahi aisi bhi duniya hain sochna mushkil hota hain.
Right bro, sad but harsh reality of this society 😢