Originally posted by: Not_James_bond
Aap sab ka nahi paaata but main khubh successful hun roz din main kaam sa kaam don aisi utpatang cheeza karti hun ki Haas Haas ka pagal ho jaate hain gharwaale.😂
Mujha baas roz haasna hain aur aapne bimari sa bachna hain.😂😂
Roz acha khaake excercise karna hain taaki mujha dard kaam ho aur daawai ki zarurat na pade.😂😂
Baaki sab toh aata jaata hain .😂😂
It's all about me all day long.😂😂
Raat ko din ki don achi yaadein yaad aaye mera fin successful ho jaata hain.😂😂
Paata nahi yeh kusu konsa success dhundh raahi hoti hain ussa khudh ka earphones bhi uthaya nahi jaate.😂😂😂
Mai active kaise rahi yahi dhundh rahi hoon😂
Yr headphones wali baat purani ho gayi😂