Waisa mineforever hamari ek aur bhavishavani sach ho gaayi hain.๐๐๐
Humna kaaha tha na tumko ki tumha jo chahiya woh zaroor milega ๐ tum udaas na ho aaj moran ka scene hain.๐๐๐โค๏ธ
🏏ICC Men's T20 World Cup 2026: S 8 - M43: India vs South Afrika🏏
MUKTI vs MAIRA 22.2
INNER VOICES 21.2
🏏ICC Men's T20 World Cup 2026: S8 - M41: New Zealand vs Pakistan🏏
🏏ICC Men's T20 World Cup 2026: Super 8 - M42: England vs Sri Lanka🏏
Gift of Giving: A Creative Writing Contest: WINNER ANNOUNCEMENT
Shahid Kapoor Questions Credibility of Critics
Waisa mineforever hamari ek aur bhavishavani sach ho gaayi hain.๐๐๐
Humna kaaha tha na tumko ki tumha jo chahiya woh zaroor milega ๐ tum udaas na ho aaj moran ka scene hain.๐๐๐โค๏ธ
Originally posted by: Not_James_bond

Rehne de beta tune kaha tha karan use manayega par aisa toh kuch nahin dikhaya๐
I loved Monu's worry for Sid, when she called Balaโค๏ธ
Also her being so affected by it that she seemed distracted the whole time๐๐ผ
Also Bala being a true bro for Sid, ab kal continue hona chahiye ye scene when Bala brings drunk Sid back to academy
Karan jung ke naam se hi attention position mein aa jata hai, fir ab toh Faizi ne saaf bol diya love is war, toh bas Karan ka war mode on hai tabse๐คฃ
Originally posted by: Rani_Sahiba
Rehne de beta tune kaha tha karan use manayega par aisa toh kuch nahin dikhaya๐
Woh Kaal hoga tum dekhna yeh bhi sach hoga ๐ I have two three days ka update .๐ Maina sirf update points dekha tha ๐ unhone kya kya hoga don teen din yeh bataya tha exact date pai kya hoga yeh nahi Kaal karan ka woh scene aayega.
Aur atleast meri bhavishavani sach toh hui hum koshish toh kiya .๐
Tum sab ka sab paidaishi nirashwaadi prant ka rehvaasi ho paata nahi zindagi main akhri baar shubh kab socha tha ๐๐๐.
Matlab had hadh hain yaar umeed do toh bolte hain bas umeed diya hamara aasu kaahe na poche ๐ ab daat hum saara kaahe baataiye jab tum log sirf humari gaaltiya ginvao.๐

Beta Sanju ki galti se seekh kisiko false hopes nahin deni chahiye ๐๐
2-3 days baad aaj koi chotu sa scene aaya hai pata hai reels dekhke kaam chala rahe hai yaha hai or tu kehti hai ki tune hopes di๐
Originally posted by: Rani_Sahiba
Beta Sanju ki galti se seekh kisiko false hopes nahin deni chahiye ๐๐
2-3 days baad aaj koi chotu sa scene aaya hai pata hai reels dekhke kaam chala rahe hai yaha hai or tu kehti hai ki tune hopes di๐
Abbey oyy aneech jab don chaar din dhang ka scene nahi tha hum kaahe tumhe batate .
Dusri baat aaj hi humko woh gupt pitara mila hain jaaha updates milta hain.๐
Tumhare naak ka nicha sa hum monami ko ley gaaye aur tum kuch na kar saakhe na tab jab tum dr doolittle sasurji tha aur na ab jab tum aneech chirote urf baklool insaan ho.๐
Tum na sidha haridwar ka ticket katvao humse bhidna tumhare baas ki baat na hain aneech.๐

@bold acha idea hai is month mein waha ghumne ka apna maza hai๐
Or kya hai tera wo secret jaha se tujhe update milti hai๐
naina (@naina25264764) Tweeted:
if "ABBEY SIDE HATT" had a face๐๐๐ญ
chal khich khich goli hatt waha se, mere moran aarahe h๐ญ๐ญโค๏ธ
#MoRan #ZiddiDilMaaneNa https://t.co/K0HZmF3ISc https://twitter.com/naina25264764/status/1479474459773857793?s=20
Oyy yaar bhai and behno yeh dekho.๐๐๐๐
Woh kehta na aag laage basti main hum hamare masti main was what moran ka scene today was.๐๐๐
Originally posted by: Rani_Sahiba
@bold acha idea hai is month mein waha ghumne ka apna maza hai๐
Or kya hai tera wo secret jaha se tujhe update milti hai๐
Hum na batainga tune hamari bezzati ki aur hamara mazak udvaya humko Laaga tum hamari dost ho kusu par na bhaiya dost na beech forum main hamara mazak udvaya ab hum bohot hi dukhi hain.๐