Originally posted by: Not_James_bond
Saach kaahe toh tera logic saahi hain 😂 mera aisa hota hain about when people say ki yeh hot hain woh hot hain and I'm like mujha toh kuch nahi Laaga.😂😂
Mera kaam as forum ka karan is to hype karan jo main bakhubi karti hun😂😂 I play my character to the T.
Woh kal wasu ne photo share ki thi na tab merko samajh nahi aaya sab itna fawn kyun kar rahe hai, body hi toh hai😂😂
@bold sirf yahan hi nahi tera karan zone kahin bhi on ho jata hai😂😂