Originally posted by: MeNiyonika
Tu phirse aagayi Sab tv ka rona lekar. Kyun jab bhi mai SP ko leke baat karti hoon tu Sab tv ko ghusa deti hai. Kyun... Kyun... Kyunn. 🌚🌚
Kyunki tu WKD ko lekar baat ki. Uske baad mujhe laga tu Sab TV ki hi baat kar rahi hai ki kaise shows hone chaahiye.
Usme rona kya hai? Baaki log alag channel ki acchhayi buraayi baat karte hai aur main Sab TV ki. Jis channel ke baare me jyaada pata rahega usiki baat karungi na.