Originally posted by: Pavilion_way
Bohot kuch...in terms of the thread then....
Mostly yaha par Kaun banega carodepati? ka variation khela ja raha hai for example:
1) Kaun karega Adi se baat? - Pankaj karega
2) Kya Imlie karegi Adi se baat? - karna chahegi par nahi hogi baat
3) Kya Adi banega Malini ka pati?👍 - zahiri si baat hai
4) Kya hogi Imlie gayab?🤔- agar Adi kidnap karega toh
5) Kya Hoga Adi gayab?😏- agar Adi bhaagega toh
6) Kya Hoga mandap gayab? 😂- agar bumb phatega toh
7) Kya Hoga Imlie ke phone ka? 😎🤳📴 - flihaal aryan ke pocket mein. vahi rahega
8) Kya Hoga mandap main suicide? ☠️ - kisi ki bhi nahi
9) Kya hogi Sundar Arpita ki Shaadi? - abhi nahi
10) Kya hogi kisi ki bhi Shaadi?🤣 - yaqeenan adini ki
11) Kaun zyada roega? Imlie, Tripathi, Anu? - Imlie
12) Kya karenge Imlie aur Aryan hug ? - hosakta hai aisa kuch dikhjaaye
13) Kya Adi hug dekhne ke baad karega ghusse main Shaadi? 🤣🤣 - ye bilkul hosakta hai
14) Kya aatif ji Aryan ka Shaadi outfit SM pe 11:59 pm (jab sabko Sona hota hain) par sutli bomb ke tarah phodenge? - shayad iss baar nahi
my answers in italics
ye karod mujhe dede thakuuurrr.... 🗡