Originally posted by: Chingaari
Aye budiyon ! Tum log 2010 born mat bano
Ye gana maine suna hua hai karishma kapoor aur akshay kumar ka hai shayad
Ayushmaan Khurana ka Pani Da rang Gaana Suna hai kya? π³
Noyna is back 🧐🤔 in both ksbkbt2 & krkbrbh
Alpha drops by 90% in second weekend
BOI blames War 2 for Alpha failure
What Happened To Aryan Khan
Dhamaal 4 Heading for 13-14 Cr Day 1
🏏India Tour of England 2026: 5th T20I on11th July 2026 at 7PM IST🏏
Haaniya - Alpha - Video Song
🏏England Women vs India Women, One-off Test @ Lord's, London🏏
Kickoff Legends: FIFA World Cup 2026 T3 (July 11 p1)
Did Gautam Gambhir's decisions cost Team India the series?
Originally posted by: Chingaari
Aye budiyon ! Tum log 2010 born mat bano
Ye gana maine suna hua hai karishma kapoor aur akshay kumar ka hai shayad
Ayushmaan Khurana ka Pani Da rang Gaana Suna hai kya? π³
Originally posted by: Chingaari
Aye budiyon ! Tum log 2010 born mat bano
Ye gana maine suna hua hai karishma kapoor aur akshay kumar ka hai shayad
Arre mujhe pata hai. Issiliye 90s ka gaana bola na. Itna gaana type karne ko aalas aa raha tha isliye sirf 90s ka song likh diya. π
Originally posted by: Cookermaichane
Teja-karan
umar tooh pagal ho chuka hai
I donβt like his behaviour
Yeeh bitching nahi karte na waise Devi teja π€‘
Oh ho Aist maat bolo Yeh bitching nhi hai yeh toh bus discussion hai. Teja kabhi bitching nhi karti
Ab teja ko darr lag raha hain kahin tejran se zyada Umrash popular na ho jaya! Ho gayi iski insecurity shuru!
Sab ko darr lagne laga hain Umar ki popularity se aur upar se rakhi ne bhi christmas party main umar ko le liya.
Originally posted by: Jayjaya79
Kya jhoothi hain Rakhi, Umar ne completely opposite bola! Umar ne bola tha main aisa nahin karta, mujhe woh pasand hain par main aise itni jaldi nahin decide karta!
I dont understand this why would makers not show the actual conversation and show rakhi sawamt s version of it ..this level of bakwas against umar ..its shit
Originally posted by: WhosTheFool
Arre mujhe pata hai. Issiliye 90s ka gaana bola na. Itna gaana type karne ko aalas aa raha tha isliye sirf 90s ka song likh diya. π
Mujhe toh 50s ke gaane Zubaan pe yaad hai
Budhapa hai Lekin gaane evergreen

π€£π€£Originally posted by: Chingaari
Aye budiyon ! Tum log 2010 born mat bano
Ye gana maine suna hua hai karishma kapoor aur akshay kumar ka hai shayad
I just googled it sach mai Karishma- akshay ka hai ππ
Tum ko bas ayushaman khurana chhor k sab yaad hai ππ
Originally posted by: WhosTheFool
Arre mujhe pata hai. Issiliye 90s ka gaana bola na. Itna gaana type karne ko aalas aa raha tha isliye sirf 90s ka song likh diya. π
π
Haan bhala tujjse kyun type hoga...tu toh magan hai apni babies ki ship chalaane mein
Originally posted by: Jayjaya79
Ab teja ko darr lag raha hain kahin tejran se zyada Umrash popular na ho jaya! Ho gayi iski insecurity shuru!
Sab ko darr lagne laga hain Umar ki popularity se aur upar se rakhi ne bhi christmas party main umar ko le liya.
Exactly Tho i don't like UmRash but nazar araha hai sab UmRash sy aisy insecure hain jesy yeh real life couple hain
Kya bkwasss kr rhi hai ye rakhi Umar ke baare mein? Isko sirf gandi baatein hi krni aati hai auro ke lieππ