Haan toh Renu ko heroine bannna tha bano abπ€£
Ramayana to release in 50,000 screens worldwide, double of Odyssey
🏏India tour of Sri Lanka 2026: Warm Up match from 07 to 09 /08/2026🏏
Ramayana english trailer
What are you watching? #13
Maya Vs MJ Mayra FF - Trishul
Adiya Poosh FF: Jeet
Samaina Swamun Dira FF: Dil Chahta Hain (Continued)
Haan toh Renu ko heroine bannna tha bano abπ€£
Originally posted by: ShikhaHans
Satyam ne renu ko tapka diya hoga and blame viru pe daal diya hoga.
Abb hamaari sherni bachayegi apne babbar sher koβ₯οΈ
Isko lawyer hi ban jaana chahiye tha..Viru ko bahot kaam padta hai
Pehli baar Satyam ne dhang ka kaam kiya badi irritating thi iski behan..waise Satyam bhi tapak sakta haiπ
Congrats on becoming Goldie
No, satyam ko nahi marengy agar second season layengy ko bahut masala dega satyam Anjali ke sath... Ye behna ko hi hatayegy
Pehli baar Satyam ne dhang ka kaam kiya badi irritating thi iski behan..waise Satyam bhi tapak sakta haiπ
Congratulations π₯³ on becoming golden π€
Oh wow yahi colour chahiye tha mujhe..thoda yellow ki family se haina isliyeπ
#Yellove
Thank youππ€..abhi mera username ka colour accha haiπ
Originally posted by: Anjana03
No, satyam ko nahi marengy agar second season layengy ko bahut masala dega satyam Anjali ke sath... Ye behna ko hi hatayegy
Mujhe nahi lgta yeh log abhi 2nd season ka soch rahe hai..aur Vir ne Satyam ko maarna ka dialogue bola tha isliye bhi lga Satyam ko tapkaya hai
Congratulations pragatiπ€
Goldie ban gaiπ₯³π₯³
ho sakta hai ye bhi... 2season main purvir ko hi lana chahiye.. Tabhi dekhungi..
Mujhe nahi lgta yeh log abhi 2nd season ka soch rahe hai..aur Vir ne Satyam ko maarna ka dialogue bola tha isliye bhi lga Satyam ko tapkaya hai