Originally posted by: TrickyMind
Issi baat pe iss season mai "gadiwala aaya ghar se kachra nikal" jaisa ek thread bana lo 😂
Faayda kya. Mere aise waale saare threads toh end mai dustbin mai hi pohochte hai. 😆
Yaar abhi tak kisi ke liye aisa pyaar hi nahi aaya hai ki meri antaraatma andar se mujhe majboor kare aise waale threads banaane ko. Season ke start mai Pratik ke liye tha aisa pyaar...but ab toh woh bhi pheeka pad gaya hai. 😆
