Janu's house - Moti Ben, Janu and Kalyani are talking after the manager leaves.
Kalyani, "iss me toh Rishita ki bhi badnaami hogi naa"
Janu says, "badnaami, arrey badnaami ussi dhi hogayi thi, jis dhin Rishita ne iss shaan aur shaukat ko chodkar bhaag gayi thi, uss do kaudi ke kiraanewaale ke saat"
Moti Ben says, " jo ho raha hai usse hone dho, mein Rishita ko itna majboor karoongi, itna majboor karoongi woh tere aur Janaradhan ke paas aayegi, aur woh bhi hameshaa hameshaa ke liye, aur saat me Pandya store bhi lekar aayegi, abb yeh hmare khaandaan ke izzat ka sawaal hai"