Originally posted by: Not_James_bond
Aare yaar hum pavitra staan par retirement ka baad jayenga filaal tony Kakkar ka ganno pai comment kar kar ke pareshaan karenga.πππ
Ussa koi ghanta farak padta hain par meri vocabulary zaroor badti hian.ππ
Aur yaar we are just having fun bodhianvenshika and me dono thak gaaye tha waahi karan aur Monu ka non existent love affair ka baare main baat karke.ππ
Par ab tune kaaha toh phir waahi baasi roti aur namak kha lenga show ki.πππ
Ye toh sahi kaha unka affair toh non existent hi hππ