Aaj ka mudda hai CUPS
Rashmi Devo Rakhi and Jija using dusro ke cups, because they don't want to wash their own
Rashmi ne Umar ka cup le liya, Teja ne bol diya agar karna hai to sabse saath equally karo warna am not going to be a part of all this
Umar - Tu matkar, tu waise bhi kisi cheez ka part nahi hai, tu teri insaniyat dikha, tu jealous hai Rashmi se, tujhe Rashmi se problem hai, merko farak nahi padta *10, tujhe achcha dikhna hai
Umar repeating same stuffs infront of Rashmi and Karan
Rashmi - mere cup loge to main tum sabka le lungi
Rakhi - humko cup nahi mila, hamare bartan nahi dhoye main sab kuch le lungi tumhara
Umar was going good, Rashmi ke chakkar mein pagla gaya hai
Another thing about Umar, cheezon ko short mein khatam nahi karta, bolta jata hau khatam hi nahi hota
Teja said a simple line Umar ne subah subah itna bada mudda bana diya