kyunki aap meetings mai busy hai.. . Humari yaad hii nahi aati aapko..😭😭
Haa.. Abhi aap bach kar nahi ja sakte mujhse..🤭
Kuch nahi... Mere ek bua ke bete ki shaadi hai 29 ko aur mera ek exam hai 28 ko to dono ki taiyaari saath saath chal rahi hai..😁
Saadi aur exam saath nahi hone chahiye..🤦♀️
Are yaar, Na shadi dhang se enjoy hoti hai na exam thik se prepare ho pata hai..