Kuch bolegi ki main hi bhaunkuuu hamesha?
Kuch bolegi ki main hi bhaunkuuu hamesha?
Mujeh bohot pasand hai ☺️meri bhi toh waise hi honewaali hai 🤣
Kya bolu be 🤣
Betaaaaaaaa 🤣
Graduation kar lo zindagi mein
meri tho wo bhi maamla sandighd hi hai 🤣
Karungi re 🤣
Mein bass bata rahi thi 😆
Dt teri zimmedari nahi hai kya?
dream wedding plan kr k baithi hai na beta? sb smj rhi main🤣