Bajirao Mastani toh famous hi hai. Lenin vaha sauten ka itv jaisa cheap drama nahi hoga if zee vaale present dhang se. In the story it also has a class🤣
Abhi tak serial ka presentation bahut acha hai.. Marathi culture ko kitne ache se dikhaaye hai.. Mujhe pehli baar pata chala ghaggar phukna kya hota hai.. 😍
Literally gussa aata Vidrohi ke promos dekhke bhi.. SP kya kar sakta tha and kya kar dia.. 😒