Originally posted by: kavya1994
I really don't want Karan do that in reality, warna Monu pata nahi kya-kya khyali pulao banayegi uske baad
Monami ke dimag me pulao pak kar ready to serve hain.
Agar Karan ne kuch kaha toh uska hajma kharab hojayega.
I mean Karan ke ECG se pyaar ka izhaar kar chuki hain, Karan ke saath Shopping ko Love is in the air maan chuki hain. Ab next?