Originally posted by: IamRaj96
Haa iss kameenine har jagah niyon niyon hi ghusa rakha hai jaise yeh lead ho aur hum sab side characters 😑😑😏😏
Tumhe kya lagta hai ye vamp ke dialogues hai ??? 🤭
Phagun Bou ke FL ke dialogues the aise. Can you imagine. 🤣
0