ZDMN EDT#8| 06/11 WU pg 116-118 - Page 93

Created

Last reply

Replies

1.1k

Views

31k

Users

32

Likes

2.6k

Frequent Posters

kavya1994 thumbnail
Posted: 3 years ago

~Karan with Baby and Bhabhi, in their 🏠.

Baby: yayy, shopping karne jaayenge, bade maze aayenge.

Karan and Bhabhi smiles.


Baby: Chahu, lift me.

Karan: Yes Mam.

He lift her up.


Baby: Aaj commando sad kyu hain?

Karan's face fades away.


Bhabhi: Accha, detective baby ko kaise pata ki Karan commando sad hain?

Baby: Pehle jitna upar nahi uchala Chahu ne, means woh sad hain.

Bhabhi notices Karan's faded face and handles the matter.


Bhabhi: Par baby toh sad nahi hai na, shopping ke liye jana hain. Jaldi se ready ho jaao. Go, go go..

Baby: Yayyy...(clapping her hands)

Baby goes out of the room.

--------------------------------------------------

Baby knows Karan so well, maybe the genes affect.Would love to see Param-Karan's bonding in flashbacks.

Edited by kavya1994 - 3 years ago
kavya1994 thumbnail
Posted: 3 years ago

~Bhabhi-Karan Convo

Bhabhi: Kya hua Karan? Pareshan ho kya?

Karan: Nahi bhabhi, aisi toh koi baat nahi, baby toh bass aise hi...

Bhabhi: Toh thoda smile karo na yarr

Karan smiles little.


Bhabhi: Aur Monami toh recover kar rahi hain, yeh to acchi baat hain.

Karan: Bhabhi agar mujhse galti na huyi hoti toh, woh aaj hospital mein na hoti.

Bhabhi: Karan, accident hua, woh galti se hua, lekin Monami ko bachane ke liye tumne jo kuch bhi kiya hain na, woh jaan bujh ke kiya hain. And that's more important. Aur Monami bhi tumko blame nahi kar rahi iss accident ke liye, balki I m sure woh thankful hain ki tumne sahi samay par usko hospital pahuchaya, blood donate kiya aur uski jaan bachayi.

Karan: Nahi Bhabhi, aap mere baare mein accha isliye sochti hain kyuki aap acchi hain.

She looks unconvinced.


Karan: main kaisa hu insaan, yeh baat aap nahi janti, main jaanta hu. Ab yeh mujhse bardaasht nahi ho raha hain. Excuse me.

Karan tries to go but Bhabhi stops him.


Bhabhi: Karan, please. Koi bhi nahi jaanta ki tum kaise insaan ho, kyuki tum apne mann ki koi bhi baat, koi bhi darr, feelings, kuch bhi kise se share nahi karte. I just hope tumhe aisa insaan mile, jise tum woh sab baatein share kar sako, jinse khud bhi bhagte ho.

Karan got some flashbacks of his brother's death.


Baby: Mummy mere shoes nahi mil rahe hain.

Bhabhi: Ha aayi..

Bhabhi leaves, Karan is alone in the room thinking.

Delusional_Minx thumbnail
Posted: 3 years ago

Aaj update k sath poems bhi!! Kya baat hai!👏

kavya1994 thumbnail
Posted: 3 years ago

Originally posted by: DelusionsOfNeha

Aaj update k sath poems bhi!! Kya baat hai!👏

It's just half update and still incomplete. I will give the remaining updates later.

Image

Delusional_Minx thumbnail
Posted: 3 years ago

Take your time. 🤗 thanks so much for these details!!❤️

kavya1994 thumbnail
Posted: 3 years ago

~Back to Monami's room

Monami(teary eyes😭): Aapne mujhe kaha aap mujhe blackmail nahi kar rahe, par yeh blackmail nahi toh aur kya hain Papa? Agr main aapke saath nahi chali toh Karan aur academy ko sue kar denge.

Dr Mahajan nods in yes with evil smile😡


Monami: Mere paas option kya hain?

Dr Mahajan (in loud voice): Option toh mere paas bhi nahi hain beta. Ab yahan se tumhe wapas le jane ka mere paas aur kya tarika hain, batao tum mujhe? Aur karaunga main wahi jo tumhare liye best hain. That's it

Monami: Agar maine aapki baat nhi maani, apne dreams sacrifice nahi kiye, agar aapke saath nahi chali, toh aap kisi ka career kharab kar doge Papa?

He looks uninterested in her talks.


Monami(crying): Aap mere liye woh chahte hain, jo mere liye best hain, lekin mujhe woh nahi karne dena chahte jo main karna chahti hu. Kyu Papa? Jisme mujhe khushi milti hain...why Papa?

Dr Mahajan: Monami, agar yeh academy tumhara sapna hain, toh neend se jaago beta. Maine tumhe ek baar apni manmaani kar de toh dekho kya haal hua hain tumhara. You got shot. You are in hospital. Tumhari jaan ja sakti thi. I m your father, I love you and I really care for you. And I know what is right for you, so trust me.

Monami looks at him.


Dr Mahajan: Juice piyo.

Monami's phone rigs. Its from Khadoos Shergill. Dr Mahajan goes to side of the room. She picks up the phone after wiping her tears.

-----------------------------------------------------------

Kyu Koi Sacchi Khushiyon Ka, Aisho-Aaram Se, Taraaju Par Taul Karaye?

Kyu Koi Dil Ke Armaanon Ka, Baar-Baar Mol Lagaye?


Pita Hai Woh Uske, Phir Bhi Uske Dil Ko Samajh Na Paaye,

Tarse Woh Pyaar Ke Liye, Par Pita Ko Toh Viraasat Ki Hi Chinta Sataye.

kavya1994 thumbnail
Posted: 3 years ago

~Phone Conversation

Monami: Hello

Baby: Dr Girl Monami, tumhara size batao...

Bhabhi: Don't do baby(from bg)

Baby:.. tumjaldi hi thik ho jaaogi, tension mat lo. Get well soon.

Bhabhi takes the phone from baby.


Bhabhi: Hi Monami.

Monami: Hello.

Bhabhi: Better Now?

Monami: Yess(nodding her head)

Bhabhi: Accha suno, hum na aaj diwali shopping ke liye ja rahe hain, aur baby zidd kar rahi hain usse tumhare liye top lena hain. Ab tum na jaldi se apna size text kar do Karan koko, tumhe pata hain na, agar baat nahi maanogi toh Baby nuclear war kara degi.

Monami: Nai, nai, Baby ko angry nahi kar sakte. Main(looking towards her father) iss number par text kar doongi.

Karan: Bhabhi...

Karan asks his phone back from Bhabhi.


Karan: Hello Monami, wahan sab thik hain? Tum thik ho?

Monami(looking towards her father): Yess.

Karan: Batra Mam kahan hain?

Monami: Woh bahar gayi hain. Tum kab tak aa rahe ho Karan?

Karan: Matlab?Kyu?Kuch kaam hain?

Monami: Nahi, bass aise hi.

Karan: 2-3 ghante mein kaam khatam kar ke aata hu. Monami are you sure everything is ok?

Monami: Ha Karan, sab thik hain.

Baby(from background): Chachu let's go.

Karan: Ha baby, just 2 minute. Monami bass nikal raha abhi market ke liye, uske baad jald se jald tumhara gift lekar aata hu. Apna dhyaan rakhna.

He cuts phone but sensing something.


Monami (to herself): Jab tak tum aaoge, tab tak shayad main ja chuki ho gi Karan.

She was 😭😭😭

kavya1994 thumbnail
Posted: 3 years ago

~At Academy

SumanJi was talking to someone named Poonam on phone.

Suman: Kaise hain Poonam?Diwali pe na , academy mein sabko phone wapas kiya gaya hain, thode samay ke liye.


PremJi was talking to someone on phone.

Prem: Arre, diwali toh Maa ke Poot ke set par banti thi, uske baad ghar par. Yeh pehli diwali hain, jo ghar se itni door mana raha hu,(with laugh) par iska bhi apna alag hi mazaa hain.


Bala, Chitra and some other cadets are talking in corridor.

Bala: Diwali pe gazab dhoom kar denge academy pe, aag laga denge aag.

Chitra: Ya, but #NoCrakers, only Diyas.

kavya1994 thumbnail
Posted: 3 years ago

~Sid-Sanju Scene in Sid's room

Sid is walking in the room. Sanju sees him while passing from the corridors and enters the room.

Sanju: Chehra ghutnon tak aa rakho hain. Diwali ki chuttiyan ghoshit ho go, tu toh phir bhi khush na lag re ho?

Sid(sad face): No Monu, No Diwali. Pata nhi kyu par Monu ko leke kuch thik nahi lag raha hain. Miss kar raha hu usse.

Sanju is looking at him.


~Back to hospital

Dr Mahajan on phone to someone

Dr Mahajan: Is Ambulance ready?....Ha, ok. Sister, Monami ko kapde change karne mein uski help kar dijiye. Ambulance aa chuki hain, hame ghar ke liye nikalna hoga.

Monami is looking at her father.

Edited by kavya1994 - 3 years ago
kavya1994 thumbnail
Posted: 3 years ago

~Karan with Bhabhi and Baby

Bhabhi: Karan, tumne apni bhateji ko bigaad rakha hain. Itna saamaan dila diya hain ki ussse sambhal hi nahi raha hain.

Karan (smiling): Ek hi toh bhateji hain, banta hain.

Baby: Chahu you are the best,aur yeh diwali bhi best hain. Happy, Happy, Happy...

Bhabhi calls Gauri and says to her.


Bhabhi: Gauri, yeh le(giving a shopping bag to her) tera diwali gift, in advance.

Gauri smiles and leaves with the bag.


Karan: Isse kya hua hain Bhabhi?

Bhabhi: Diwali ka time hain na, apni family ko miss kar rahi hain. Ab aise time pe koi akele toh nahi rehna chahega na.


Karan looks at her and then take out her mobile and calls Dr Kharbanda.

Karan: Hello Doctor, Karan Shergill bol raha hu. Monami ki tabiyat ab kaisi hain? Accha doctor kya usse sham ko discharge kara ja sakta hain?

Doctor: Ji discharge toh kar sakte hain unhe, lekin unhe kaafi rest karna hoga. Waise recovery kaafi acchi ho rahi hain yahan pe

Karan: Ok doctor, Toh ek kaam karta hu, main shaam ko aake usse discharge karwa deta hu, and don't worry she'll take proper rest, uss baat ka dhyaan rakha jaayega.

Doctor: Ok

Karan: Thank you Doctor.

Karan cuts the phone.

-------------------------------------------------------------------


Woh tyohaar hi kya, jo apno ke saath na manaya jaaye,

Kyuki khushiyon ka asli mazaa toh, apno ke saath hi aaye.

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".