Shiva brings water for Disha.
Raavi is looking at them from the kitchen,
Dhara is looking at her.
Raavi's monologue ,"mere maangne se zeher bhi nahi dila raha hai, usse paani pailaya jaa raha hai"
Dhara says, "aise bad badna se, kuch nahi hoga, naaraaz ho toh apni naaraazgi ko batao, agar apni naaraazgi jatani hai na bahar baitin hai na, uske liye chaai banake mat le jaana, aur ek baat hai Raavi, agli baar mujhe Ghar ka mandir gandhi nahi dikhna chahiye, samji"
Dhara leaves
Raavi all the while is trying to look at Shiva and Disha from the kitchen, in the process cuts her finger.
Raavi's monologue ," dekha teri wajah se aaj mujhe chot lag bhi gayi, lekin tujhe kya padi hogi, mera Disha naam todi na, mein toh chipkali hoon, meri poonch keechne mein maza aata hai, todha sa uske paao moch aagayi, usko ghar leke aaya"
Shiva comes to the kitchen and says" hey Gadhedi, kya bak bak kar rahi hai,
Raavi : "kuch bhi to nahi, hamari kaha me majaal aapke saamne kuch bhi bole"
Shiva :tere baasha ko kya hogaya, dimaag satak gaye aur Mughal -e -azam ke zaamane me chali gayi hai kya"
Raavi: Disha ke alawa kuch aur nahi dhikyi deta, mein mughal -e- azam ke set pe nahi mein yahan hamari kitchen me kadi hoon"
Shiva says. ' accha tu kitchen me kadi hai, ek kaam kar, todha tel garam karke use me haldi daal, Disha ke paer pe lagana hai"
Raavi" agar tujhe shauk hai uske paer pe tel lagane ka, tu jaake laga mein nahi teka liya uska dard ka, besharam, mujhe bol rah hai tel garam kar
Shiva hands her a bottle of oil and asks her heat it up and apply it on her head, to cool off, Raavi is upset and he says he will heat the oil himself for her