Originally posted by: TrickyMind
Gauti BB mai aata hai tab uss ka attitude aisa hota hai jaise woh khud hi BB chala rah hai š
Woh BB mai tha tab bhi usse lagta tha ki woh BB chala raha hai. Woh lambi waali kadchi leke kaise ghumta tha garden mai. š
