Bola tha maine yeh ladki chalak lombadi hai π π hum raghav galath samjh rahe the ki esha ke liye uska feelings phir se jaag gayi π’π’π’ obviously Raghav ne jo kiya galath hai π₯Ίπ₯Ί pallavi ne bola tha raghav ko mat piyaa karo itna ki handle nahi kar pao. Kisne kaha tha uss lombdi ki baaton mein aake itna peene ko π π ho gaya na ghaand ab pukto π’π’π’ lekin ghamandi Rao ne apna saree ka dukhan samjh raha tha. Woh chalak lombdi mokke ka faidaa uttaya π π π π π abhi bhi mujhe nahi lagta abhi bhi kuch hua hoga π₯Ί pallavi bhi raghav se mil nahi payi π₯Ίπ₯Ί upar se sunny ko pata chal gaya esha raghav ek saath the π π π ab padkkega pallavi ko raghav ke khilaf π₯π₯
Dekhthe hain aage kya hota hai π’