Lashan Ishaan. Someone said garlic in hindi is Leshan.
JILLAT KI LADDU 9.3
Dhakke Maarke Nikaalna Part 2
Aryan and his girlfriend
BLAME GAMES 10.3
Anupamaa 09 Mar 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
New entries and forum updates
Anupamaa 10 Mar 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Lashan Ishaan. Someone said garlic in hindi is Leshan.
Oh…lahsun adrak ko bola raha hain anything for you.
Awwwww….❤️
Originally posted by: TrickyMind
Yeh despo couple ki ab lagne wali hai.. Affo nominate kar k 😂
meisha toh kafi darr sa gayi hai apne peir pe kulhari maar ke 😆
Affo ne openly ailaan kar diya
Affo to leeshan- muje nominate kiya hai na.. Mai ab show mai bohot aagey tak rehene wali hu .. likhwa k le lo 😂
Lehari watta lagayegi adrak leshun ki🤣.
Malaysia couple ne Affo ko nominate kiya. Kyu kiya...already ispe Shammo and Vishal ki band bajane ka kaam hai iss hafte, faaltu ka workload badha diya iska.
Abhi Affo Shammo and Vishal ke saath Malaysia ki bhi bin paani ke band bajaane waali hai pure hafte. Ghar mai rehne se behtar out hona pasand karenge yeh ab.
Chumma couple nominate kia afsana ko
Nominate karne k baad strike hua kis ss panga liya 😂
Yeh Donal ko kuch ziyada he unwarranted hate nahi mil raha?
I mean Afsana and Maisha se ziyada irritating tu nahi hai yeh.
Affo - Nishant- Pratik ka ek convenience wala group ban gaya hai ab 😂