Originally posted by: Barbara12
Le der aaye par turust aaye rangu finally diya hain promo
https://www.instagram.com/p/CUzvngwh0zu/?utm_medium=copy_link
Bondita ki hi zindagi mein kyun araha hai toofan
Anirudh ki zindagi mein kyun nahi araha
Husband wife hain na ye dono
Sath mein rehte hain toofan bhi dono ke liye aega na