Originally posted by: TrickyMind
Yeh glat show mai aa gaya hai vishal kotian.. indian idol nahi hai.. yeh kyu 'mai bohot gareeb hu' wala rona ro raha hai 🤦♀️😂
Usne socha samne neha kakkar hain to thoda bohot ro leti hu😆

Uff new contestant ki entry kb ho gii 😫
Trick trick, missed u during johnny ka aakhri performance 🤣.
Kitna batayega...andar jaakar bolne ke kuch baaki rakho
Isse to dance sequence thoda aur dikhate...too long blabbering
Originally posted by: TrickyMind
Aa gaya sasta ranveer singh 😂😂
Yaar iske attire ko dekh ke mujhe Ispeek ke ghulam waali feels aarahi hai.
![]()
Originally posted by: TrickyMind
Yeh glat show mai aa gaya hai vishal kotian.. indian idol nahi hai.. yeh kyu 'mai bohot gareeb hu' wala rona ro raha hai 🤦♀️😂
sallu ne tubelight wali rone ka acting nahi kiya😆
Sallu getting bore with this Nallu 😵
Akshay Kumar aur Kartik Aryan Ka baccha hota toh yeh uss bacche Ka sasta copy hai
Originally posted by: TrickyMind
Yeh glat show mai aa gaya hai vishal kotian.. indian idol nahi hai.. yeh kyu 'mai bohot gareeb hu' wala rona ro raha hai 🤦♀️😂
Vikas G. also did the gareebi ka rona last year 😆