Phir bhi toofan ka darr hai,
Lau bujh naa jaaye kahin,
Bass ek haan ki guzarish,
Phir hongi khushiyon ki baarish,
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread- 12th Sept 2026 WKV
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread- 13th Sept 2026 WKV
🏏1st T20I, Afghanistan vs India in 2026: Arun Jaitley Stadium, Delh🏏
Preity vs Kareena next week ..Which film is your first choice?
🏏Women's Asia Cup 2026: Final: Sri Lanka W vs India W on 13/09/26🏏
Muntik FF: Aitraz
KN Sirav Sidmaira Pranak FF: Yaadein
Phir bhi toofan ka darr hai,
Lau bujh naa jaaye kahin,
Bass ek haan ki guzarish,
Phir hongi khushiyon ki baarish,
Tu meri adhoori pyaas pyaas,
Tu aa gayi mann ko raas raas,
Ab to tu aa jaa paas paas,
Hai guzarish..
Chanda hai aasman hai,
Aur baadal bhi ghane hai,
Yeh chanda chup jaaye naa,
Tanhai dass rahi hai,
Aur dhadkan badh rahi hai,
Ek pal bhi chein aaye naa,
Kaisi ajab daastan hai,
Bechainiyan bass yahan hai.. hooo…
Tu meri adhoori pyaas pyaas,
Tu aa gayi mann ko raas raas,
Ab to tu aa jaa paas paas,
Hai guzarish..
Hai haal to dil ka tang tang,
Tu rang jaa mere rang rang,
Bas chalna mere sang sang,
Hai guzarish..
Kehde tu haan to zindagi,
Jharno se choot ke hassegi,
Moti honge moti rahon mein..
Yeah yeah yeah,
Tu meri adhoori pyaas pyaas
Hmm hmmm…
mmm… hmmm.. mmm….
Originally posted by: simply.meghana
Tu meri adhoori pyaas pyaas,
Tu aa gayi mann ko raas raas,
Ab to tu aa jaa paas paas,
Hai guzarish..
Vo Vampire h kya 🤣
Amir khan se pucho 🤣🤣 but yeah it sounds like a vampire is singing this
Jab tak Hriti wapis aa kar new AT Thread nhi banate tab tak yahi chat karo
1.2k