Originally posted by: Srilata.Mineil
Yaar mu pe mana kiya daksh ko....phir bhi sharam naam ki cheez hai hi nahi inme...kaha aaye hai yeh dono...๐คฌ
Viru ko mana kiya par hai to uska pati hi na ..uski marzi kuch bhi kare apne pati ke saath inko kya karna hai...pati patni ka khamakha ema banake rakh diya hai kameeno ne....itna delusion to kk me bhi nahi tha jitna daksh aur nani me hai....๐คฌ
Nani ki to kya problem hai pata nahi.. ๐คฌ๐คฌ
Paglait aurat.. maine highlights mai itani galiya di hai isse.. ๐คฌ๐คฌ
Abb agar purvi itani buri hai to Daksh ke liye kyu wahi chahiye.. aur Daksh ke shadi ka kya obssesion hai yaar.. ๐ก๐ก
Aise zank rahe the husband wife ke room mai.. I'll mannered ppl.. ๐ก๐ก
On wait kaha ke manners.. ๐ก
Aur Daksh ko dikha nahi kya Vir kitane pyaarse khana khila raha tha Pur ko...
Itani akal to hai hi nahi na velle insan mai.. ๐ก๐ก