Toral also replied she’s missing Supriya mam 🤔
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread 11th Sep 2026
Which contestants did you dislike/hate?
Haiwaan has a dull opening:BOI
Mihir return promo
Anupamaa 10, 11 Sep 2026 Written Update and Daily Discussions Thread
Toral also replied she’s missing Supriya mam 🤔
Yaar kya episode tha pura..😒
Yaar ye humare babies ko kitna torture kar rahe hai..🤔😡
Iss daksh aur nani ki to..😡🤬
Ye chomu bada bolne lag gaya hai.. Abhi tak to iska dimag na chalta tha ab chalne laga hai to bhaagna shuru kar diya hai.. Beta muh ke bal girega..😡
Aur ye pur bhi paglat hai.. Yaar pyaar ho gaya hai mukhi se par accept na karna isko..🤦♀️😒
Bacche yaar... Aise rota hua na dekh sakte unko..🥺
Viru yaar.. 🤧🤧🤧😭😭
Sab ke sab iski jaan ke dushman bane hue hai.. Kisi ko to iski side rakhte..😒
Aur aaj uss pagal ne zindagi mai pehli baar dhang ki baat ki hai.. Ja pagal ja rok le shaadi.. Hum tumhare saath hai..🤭🤭
Yaar that viru's scene with bacchas was so Lovely... Bacche kaise khush ho gaye the aur vo hug.. ❤❤
Bas ab kal ka intezaar hai.. Kal to hume bhi vapas purvir ki OP shaadi dekhne ko milegi.. Bade parde par. 😝🙈🤣
kis scene ki baat ho rahi hai..🤔
daksh ki kutaai to chahiye hii chahiye ab.. Bahut bol gaya ye aaj.😈😡
Arey song 😳
Konsa song tha BG mai.. ??
Voot ko sawri bawri ke alawa kuch atabhi nahi hai.. 😡😡
🤣🤣
Samaj gaye 😳
Ha kids wala part was good ❤️
Ab kal ka episode subha mil jaye 😈
Haaa milgaya episode subah.. khayalo mai. Khayalo mai. Khayalo mai.. 🤣🤣
Waise abhi tak to na aya.. 🤪🤪
Episode rating big 0 daksh and Nani r sick watched in one minute 😡
Hopefully tomorrow is better hope is very low
I don't know ye Nani budhiya kis meeti se bani hai..
Baccho ke sath aisa kaise kar sakati hai..
The kids were crying so much.. it broke my heart in pieces. 🥺🥺
Nani ke paapo ka ghada bhar raha hai..
Ye shekhawat's clan ki to .
Aur ye Chandu badi chand ji chandji karati firti hai, kaal kyu muh band tha iska.. 😡
Daksh nithalla, cousins ka bahana banata hai. Abe woh chehera to dekh usaka pagal insan. 😡😡
I soooo want Vir to beat him. Siiti bajake dekhungi ye mai. Bohot torture zela hai humene.
Purvi bhi Nani ki aur Dkaksh ki laga de yaar . Bole how both of them broke her trust. They knew she is Vir's wife yet they went ahead with wedding. 😡
Sunayegi na Purvi tabhi mere kalaje ko thandak milegi.
Lekin purvi to jagat mata hai. Itana kuch to bolegi nahi. Bas ek kam kar de ye Pagal ko Daksh ke matthe mar de. Nani aur Daksh dono ke paapo ks fal yahi mil jayega inko.. 🤪🤪
Budiya saatiya gayi hai dimmag ka portion kissak gaya hai😡😆
Originally posted by: PutijaChalhov
Budiya saatiya gayi hai upper ka portion kissak gaya hai😡😆
Big time 😡🤣