Originally posted by: -shopaholic-
https://www.instagram.com/p/CT3_iDngvro/?utm_medium=copy_link
Shahzaib once told in initial episodes "main mumma ke saath zyaadti nahi kar sakta Isra, main bas unka narm hone ka wait kar sakta hu"
Even in the end it turned out true 💔
Tabhi liye i feel babar ali ka before dying ek aad scene dikhadete that he understood that he is been forcing his daughter for his own pride
Hammad jab baar baar beta bolta tha to yahi lag rha tha ki maybe they want to show it this only that even father hota he would have also realised that
Hammad said it right ki pehle she wanted to marry shahzaib we forced harris on her and rest uske sasural walo ne use bahaut tang kiya.
Is show ka bas sab se bda problem hi yahi that children chose their life partner themselves, this was not tolerable for either side family, agar ye arrange rishta hota to kabhi kisi bhi family ko issue nai hota. Pehle ke zamane ke aisi situations mein bache apna mann mar lete the ab ye sab nai hota hai and hona bhi nai chaiye, parents need to understand that, dharam chahe koi bhi shadi karne ka haq kisse karne ka haq vo decision sirf usi ka hona chaiye jisko sari zindagi wo shadi nibhani hai.
This flaw of forced marriages is very deeply rooted in our society.
Shahzaib and isra were very obedient loving kids of the family. They chose each other, kuch to dono ne soch ke hi ek dosre ko chose kiya hoga. Shahzaib ko pta hai isra kaisi hai . He always thought ye mere ghar mein meri maa ke saath adjust hojayegi, the same way isra thought shahzaib is like her father, he is best for her and suit karega uski family mein. But ghar walo ne har cheez ki ati kardi thi.
Shahzaib har cheeze kayede and tameez se chahta tha uske andar ke kabir singh ko sabne bhadkaya including isra. Vo isra ko apni izzat bahaut pehle se hi maanta tha, nikkah papers pe sign karna was just a legal formality for him.
He always thought ki uski maa uski baat maanlegi, he loved her , his brother and isra , shahzeib ke liye ye teen log hi the uska sab kuch, thats it.
Tabhi liye end mein aakar vo itna hurt hogaya. He said na main to aapka beta hun maine kya bigada hai, mere pe zulm kiya aapne ye vo,
He never thought he will have to live alone but he did it for himself and isra be it before when he kidnapped her and be it after when he got to know everything.
Obviously she is his mother how can he not love her tabhi last mein vo apna beta lekar ma ke paas ayaa.
Its a very human feeling that when your child is born you miss your parents. Aap apna bacha sabs pehle apne ma bap ko dikhana chahte ho. And raza must have told him and isra that what she is going through time and again. Shahzaib ke andar ego nai hogi that he will not go to his mother bas gussa tha ki what has she done in his life. Vo bacha hone ke baad vo gussa bhi pigal gya.
Jaise with time hammad ka gussa for his sister khatam hogaya.
All blood relations are like this.
 
 
 
 
 
 
 
 
        
          
331