Dil ka kya kehna ...woh kisi ki kab sunta hai
Anuj kitna bhi mann bana le woh kisi na kisi tarah anu ke samne chala hi jata hai....uske dil uski sunta nahi issliye lafz shayari ka chola odhe bas nikal ate hai bin bataye ...dimag dakhal deta nahi kyunki woh janta hai ki jisske liye dil itne saalo se intezaar mein baitha hai usse shayri samjh ati nahi ...bas yeh Raaz dil aur dimag ke darmiyan reh jaati hai jiska pata samne wale ko nahi...
Jaisa ki gk ne kaha ...iss baar qismat hi badlaaw la sakti hai... kyounki uski baazi baki hai .....
Dil itna khush hai ki yeh itne purane aur pyaare gaane anu aur anuj ke liye samne laa rahe hai ...it shows the purity , longing of the lost love even if it was one sided .....
Shuruaat se shuru karte hai
Anuj goes back to his old days which brings the memory of regret in his life....he never thought his hot blood n certain amount of young boys immaturity cost him such a big price ,that he lost the chance of telling his love his feelings..every thing went wrong,first the fight ,then hospitalization ,n then even the scooty broke down which delayed his arrival...n qismat itni buri thi uss waqt uska pyaar adhura hi reh gaya....it made me emotional when he said he saw his love dressed as a bride ,he saw that smile which broke his heart as she was happy with the wedding ....anu's happiness was all that mattered to him😭
https://giphy.com/gifs/doubleshotatlove-pauly-d-vinny-a-double-shot-of-love-ckGndVa23sCk9pae4l
{I wondered these days that why did anuj didn't get a chance in past,anu is such a big Krishna bhakt ,so why did he send her to a place where he knew she will not be cherished
Only one explanation came to my mind....he love to test love n love of his bhakts for him.....mother of babuji did take away someone's else qismat but he must be smiling....woh kehte hai na aukat se zyada mile toh uski kadar nahi hoti ...yaha unki blessings ki kadar nahi ki Shahs ne ....toh jo jiska tha ,jo jiska hona chahiye tha woh wahi le jayegi qismat}
Gk was right ...he did what he had to do not it's all upto qismat.
Makers🤗 once again kya gana lagaya yaar.it was self explanatory
Anuj again comes across Anupama...na voltage low hota na anu help karne ati aur na anuj ko anu ke haat ke khane ka swaad phir milta ....yeh sab sanjog hi toh hai....
Upar wala choti choti khushiyan de raha hai anuj ko ...jo kabhi anu se baat nahi kar paya aaj uske saath hass bol raha hai....bass phirse uske dil ke saath khele nahi....
Ps: I noticed inn sab mein babuji ko shayari samjh ati hai.....toh will he decode Anujs feeling from one of his shayaris for anu