yr meko lgta hai cc is Sach Bahar ayega woh itni jldi nhi sudhar sakta ab shadi ke baad dangerous hoga I feel š
A Kya yarš¤..kaisa a dushmani track end Kara....aag lagatai r do char lecture danasai agar dushmani khatam ho Jata to pehlai ma jaka aag laga datiš³...r promo ma dakha Raha ki cc Na bondita ki piri uthaya ...ushko kaisa redeem Kar saktaha?? This is such a bad ending of this track...itna bura ending maina sapna ma bhi nahi sochašš¼....š¤¢....jalbaji karnai tha to cc ka truth anka ushko saja dilata to tabhi thori dakhna ki kayak hoti..AJ epi dakhna ka bad lagraha Pura time wasteš¤¢...mood e khrp ho Gaya.....writer ki Dimag khrp ho chuki ha
