are yaar.. Vo to epic tha.. Typical viru..🤣🤣
Gussa to vaisa hi hota hai humesha
Is bar iska no. Katega pakka se
Party me kaise ghum raha tha
Mujhe laga ab jwalamukhi phuta ki ab phuta.. Aaj to daksh ko koi na bacha paayega.. Kaise dekh raha tha ki kaha kaha touch kar raha hai... Vaha vaha se todega ab ye usko..🤣🤣