90s & 2000s ki example kya yaar tum Rudrakaal ki example lelo. Inko koi bhi crime se related topic dikhaana ho toh country, racism se related topic toh country. Hadh hai. I just hate these 'glorified patriotism' wale shows and movies where apna product sell karne keliye ye log deshbhakti ke jhande gaarke audience ko phasa ke paise aithte hai. 😒
Btw POW ka theme bhi aisa hi tha but ek moment ke liye bhi aisa nhi laga ki kuch exaggerate kiya gaya ho .... Itna normal dikhaya tha ki aisa lagta tha aise hi hoti hogi army officers ki real life ..... & Then there is rudrakaal 😑😑 (plzz juhi dont kill me)
Inko agr political thriller banana hai toh har tym ek politician dusri country se milke apne desh pe terrorist attack plan karta hi hai ..... Look at the devil judge woh bhi ek political thriller hai but uski interesting baat pata hai kya hai " its based in dystopian version of south korea & not in real korea" ..... So aisa kuch jamta hi nhi idhar ke logo ko 😒😒
1k