Originally posted by: mahiii12
Accha haii na....khaaye thoda bhaav. I want a lovesick puppy Anirudh Roy Choudhary🤣
Haan, Mini aur Mano kaand ka badla chun chun ke ligi abb Bon🤣
Ramayana to release in 50,000 screens worldwide, double of Odyssey
🏏India tour of Sri Lanka 2026: Warm Up match from 07 to 09 /08/2026🏏
Ramayana english trailer
What are you watching? #13
Maya Vs MJ Mayra FF - Trishul
Adiya Poosh FF: Jeet
Samaina Swamun Dira FF: Dil Chahta Hain (Continued)
Originally posted by: mahiii12
Accha haii na....khaaye thoda bhaav. I want a lovesick puppy Anirudh Roy Choudhary🤣
Haan, Mini aur Mano kaand ka badla chun chun ke ligi abb Bon🤣
Sadiya speaks about how TM might react to CC later on.
Binoy pe taras aata hai ,
bechare ki1st patni Sabse top floor par hai , 2nd ke top floor me kuch nahi hai ,
1st beta multi-talented hai bas jiske degree hai uske Guru ghantal hai ,
2nd beta , doctor hai par Munna Bhai MBBS wala ,
3rd beta , pata nahi waha Italy me kiya kar Raha hai , pata chala Apne bado se inspiration lekar ladakibazzi me busy ho
Twin Bhai ke saath toh rishta esa hai ki chhot isse lagi hai , dimag uska phiir Gaya hai
Ese me Insan pagal hi toh hoga na
Tum ko kyu itna Tarash aa raha hai binoy Babu pe .............☺️
Pyar ho Gaya hai kya unse...🤣
Tum ko 3 bana hai kya unki life mein🤣
Are wo gumnaam lawyer wahi tha jo bon ka putla +robe jalana chahta tha aur ani ne bashan diya tha.👍🏼
Badi jaldi smjhi tum 🤣
Originally posted by: GinniAARAFAN
Tum ko kyu itna Tarash aa raha hai binoy Babu pe .............☺️
Pyar ho Gaya hai kya unse...🤣
Tum ko 3 bana hai kya unki life mein🤣
Shiv Shiv Shiv!!!
Kiya bol rahi ho aap wo aapke Kaan me ja Raha hai
Esa kuch nahi hai mera wala crush Abhi kisi aur pe hai
🤣
Originally posted by: Shrabana99
Kyun na kare.. 6 bachhe already ghat mei hain.. Dono milke baki 5 bachhe produce karenge.. Kaka Kalindi umpire.. Bade Bhaiya 3rd umpire.. Baki sab cheer leaders..🤣🤣
Phir kya... Britishers ke sath lagaan lagaan khelenge🤣🤣
Shiv Shiv Shiv!!!
Kiya bol rahi ho aap wo aapke Kaan me ja Raha hai
Esa kuch nahi hai mera wala crush Abhi kisi aur pe hai
🤣
Mere to kahan kahan ja raha hai kya bolu mein🤣
kispe bolo bolo koun hai woh ................kahin woh CC to nahi😆
Agar Mangu Lagaan dekhege toh jarur
Tu Kitni Pyari hai Shrabu ............... par kabhi kabhi🤣