Thank you ab aur kya hi kare unka sache pyar ko dekh ka jo aankho ki sikhai hoti hain ki kya hi bole. Matlab nazrane aisa lajawab ki ungliya keyboard PA chalta hi unn khanjaro ka liya galiya nikalti hain.Unha dekh ka jo Apne aankho main pencil ghusane ka maan karta hain ki kya hi baatau. Aisi pakeeza mohabat ki nirma washing powder ka dhulai ko bhi picha chod de. 😜😜😜
My inspiration of all my rangeelo masaledaar creative taunts and name calling go to the ibadat e Lou syllabus namune our very own Tinku jiya and Mona darling they help hon my inborn talent. Unha dekh ka hi Galiyo ki bunda Tapak padti hain.
PS uss garam kitli shimla mirchi ki bakwaas pai dhyan kon hi deta hain woh kal Uth ka bolega mera dusra byah Angelina Jolie said karado . Bolne main kya hi jaata hain muft ka hain jo Mann main aaye woh bakko jyaada sa jyaada beakal aur murak lagega aur woh toh woh lombdiyo ka sardar paidaishi hain so no worries. 😆😆😆
Such self appointed non registered gods of the rarest of the rare human species called patiparmeshwar can go worship themselves as we women have decided to lock our temples. 😎😎😎😎