haan theekin par Rahul ko jyaada mat daantatna theekein kitna dhyaan rakhta hai vo mera 😂😂😂
Aaya bada dhyan rakhne wala......kal hum batate hai use
Alpha trailer
🏏India vs Afghanistan, 2nd ODI, AFG tour of India 2026, Lucknow🏏
In her own league. BBV marks 8th consecutive flop for Kangana
Bollywood is back!!!!!
Sriti Jha ᯓᡣ𐭩 ᯓ➤AT#2 ~Aparajita ᯓ★
Karan Johar & Kiara Advani in a fashion show.
Cocktail 2 has good advance
Gadar 3 starts next year
Bandhu 2.0 - Cocktail 2
🏏ICC Women's T20 World Cup 2026: Group A: Ind W vs NED W, M10🏏
haan theekin par Rahul ko jyaada mat daantatna theekein kitna dhyaan rakhta hai vo mera 😂😂😂
Aaya bada dhyan rakhne wala......kal hum batate hai use
Chalo bye girls......my time to go....kal milte hai
Aao Saheb..
Iss ladki ke wajah se meri neend ud gayi thi..
Ab wapas aa gayi hai..
Isliye mai aaram karne jaa rahi hun..
Shubh Ratri..
Malhar, Kalyani, jyada ladayi kiye bina so jaana..
Kallu tumne icecream kahya kya yaa phir chupke se mere peed peeche baarish mei bheegi
Kaise samjhavoo mei iss ladki ko ek nahi sunta meri
Kya karu mei
Abb aaram Karo theek se
Aur haa fan aur ac bhi band kardo
Kada bana lee aathi hu mei
Uske baad paracetamol bhi lelo
Paagal update ka kya he vo toh baad mei bhi kar sakthi ho na
Abb araam Karo theek se
🛌🛌🛌🛌
Jaldi theek hona abb
Maai aap pillu ko lelo
Aur thoda daato apne beti ko apne sehath ka dhyaan nahi rakthe
Poore duniya ka fikr karthe he khud ka nahi
Originally posted by: GAYATHRINAYAR

Haaaaw... Kya hua Kalyani ko..
Are ye ladki kabhi sunti nahi.. Ab beemar pad gayi na..
Malhar tum hi khayal rakhna iska.
Mai Moksh ka khayal rakh leti hun.. Wahi aasan hai..
Are Vanshu, Praku ... Kahan ho
Aaj me epi bhi dekhke aayi hun.
Are....aaj to koi nhi aaya.....AN m itna sannata
Are ajj koi hai nahi Kya yahan main aagayi 😃😃😃
Are ajj koi hai nahi Kya yahan main aagayi 😃😃😃
Hi Vanshu..
How are you feeling today?