Cause people do have ema with sister in laws lol
MELTING BACK 11.3
BLAME GAMES 10.3
New Promo -Tulsi return to Shantiniketan
New entries and forum updates
Pearl V Puri to enter Kyonki
Anupamaa 10 Mar 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Varun Dhawan To Take Break From Acting
Bharat Bhhagya Viddhaata - Kangana Ranaut
Anupamaa 11 Mar 2026 Written Update & Daily Discussions Thread - Page
Random News #2
Cause people do have ema with sister in laws lol
Fateh maharaj ka toh charan chunna padenga, kya karamati chant aadmi hain. Tikkha samosa ka khatti chatani pa bhinbhina rahe macchar ki carbon copy hain woh sasura.😠😠😠 Ab jabhi uska muh dekh ta hain aaisa lagta hain ki ek ulta haath ki raapat lagda uska uss🤪🤪🤪 chaman jaise mukhda pain aur uska aaisa sur bigaad de ki sirf ek hi baat bole woh East or West Tejo is the best, woh hamari patni aur hum unka pati hain. 🤐🤐🤐 Maan toh karta hai ki uska woh tamba jaise Baal khichkar uska takla ka haryali ko sukha raigastan bana de. 👾 Aur uska shakal ka aaisa naksha bigad de ki uska bigade akar ko Sher ghidad galoti kabab samaj ka nigal jaaye aur dakar bhi na maare. Aur uska baache kucha badan ka hisa ka aaisa udaan chu katora hawai jahaj baana de jo farate dar raftaari sa sidha narak main yamraj ka kadmo main jaakar hi dam tode.