Sahi kahan usko bhi pata chalna chhaiye kya Chiz hai uska Sakha Babu π Bachpan mein usko lagta tha yeh to Vanmanoos hai aisa hi chilate hai woh log ππ€£Originally posted by: Smiley.6
Haan...Bon ko bhi pta chale ki kya kya harkate hai uske Sakha Babu ki... bachpan ka toh bhool gyi ho kahi... memories refresh karni chahiye bon ki...π€£
acha hai iska bhi revision ho jayega sab bhool gaye hogi bhuli bisari baate ππ€£
Bondita ki Harkat Dekh ke Saaf Pata Chalta Hai Ise Sakat Jarurat Hai DJ Session ki ... Ladki haath se nikal gaye re Baba ππ