Originally posted by: IamRaj96
Channel ke loyal fans toh sirf mai aur aakash hai so nd colors ke
Humne apne channel ka saath unke bure waqt me bhi diya aur ek taraf yeh baci hai jo zee tv ke bure waqt me usse dhoka deke bolti hai hate u zee tv etc 😑😑😑😑😑
Aur sabse bade loyal fan toh tauji hai SB ke.....SB ka bura waqt toh starting se raha hai par mazaal hai tauji ne SB ko dhoka diya ho .....unka naam toh loyal fan ke itihaas me suwarn aksharo me likha gaya hai.....log unki misaal dete hai jab bhi loyal fan ki baat chalti hai toh
Seekho baci unse kuch seekho.....unka 1% bhi tumme aagaya na toh bahut hai 🤣🤣🤣🤣🤣
Star Bharat ko uska Fan hi Usse dhoka dega baadme😈

0