Originally posted by: Shraddha6789
Aabhi aabhi taaza khabar mili hain ki udaariyan namak rangeela vahini ka Kohinoor saman show ki malika e husn sargun mehta Apne roller coaster ride ka anand uthate uthate khaai main muh ka Baal gir gayi hain. Par koi tajuk ki baat nahi hain kyuki sirf unki kuch haadiya tutti hain, thobda ka naksha Uganda ki map ki Tarah ho gaya hain, kuch bas gul milake baatis daath gir gaaye aur mansik santolan hil gaaya hain. Varna woh bilkul theekh hain aur phir baade zidd aur hausala sa Apne laksh ki Taraf baad rahi hain ki kaise unka show ka mukhya kirdar fateh singh virk urf Tinku jiya ek namakul khaali achar ke daabe ka dhakkan hain. Jo sirf Apne saali ka saath channe ka kheth main chuppan chuppai khelta hain kyuki woh aabhi bhi chote balak hain jo dudh piya bina hi school jaate hain aur Pura tiffin finish nahi kiya is liya apne maa ki daat khate hain.
Oh man 🤣 .. tinku jiya seriously 🤣🤣
You are on fire Shraddha 🔥🔥