Originally posted by: Isamreen
Haila ...
Shri tumhare qisso me ek aur qissa add ho gaya 🤣
Pehle woh 14 july ki khaufnak raat..
Phir CV ki stalking aur ab
Pinky ki dukh bhari daastan 🤣
Don't forget that tazbu date🤣
Jin jin cheejo ko shri ne anjaam tak pahunchaya hai epic hai till date🤣