https://twitter.com/hmlt1998/status/1419702884887760897
- Bachpan ki dosti ko aage le jaane ka socha
- Riots ke wajah se ek ka hausla toota aur dusre ki himmat badhi
- Yaad aaya ki doosra zindagi hai aur uske liye kuch bhi karne ka jazba badha
- Pyaar ka izhaar bhi kiya aur gandharva vivah bhi
- Bhaag jaane ki koshish ki lekin nakaam hue
- Faruq aur Vashma ka nikaah
- Faruq ka Vashma pe 6 mahine torture
- Uday ki narazgi Vashma ke liye kyunki usko pyaar mein dhokha mila
- Partition ke wajah se wapas mile, lekin sukoon ke pal nahi
- Vashma ne giraft mein baccha paida kia jaha uske jaan pe jokhim tha
- 4 saal alag rahe, Vashma as a nachnewali, Uday finding hope in his hockey camps
- Mile tab bhi mushkilein aayi aur bhaagna pada yaha se waha jaan bachake
- Samaaj se ladna pada ki aurat ka astitva apavitra nahi ho jaata hai
Even despite all this, they stood strong.
Well said👏