Originally posted by: OceanicHeart.
Ye na itna cuteeeee gif hai and woh bhi jo teen wala hai jo Shreya daalti hai of friends.
Hum apan teeno ka powerpuff girls naam rakhte hai. Tumlog dekhte the kya ? 😆
Main buttercup lungi apne liye🤣
Batao ?
Nahi dekha to nahi hai so you have to perform the naamkaran for me 🤣


